Lata Mangeshkar — Duniya Ne Teri Duniya Wale songtekst en vertaling

De pagina bevat de songtekst en de Nederlandse vertaling voor het nummer "Duniya Ne Teri Duniya Wale" van Lata Mangeshkar.

Songteksten

duniya ne teri duniya wale
sukh chain hamara cheen liya
pehale to basaayi dil mein khushi
phir dil ka sahara chheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
kya kaam hamein ab jeene se marne ki duaayen kyon na karen
toofaan mein kashti aan phansi
maujon ne kinara cheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
aye gam ki ghata ja aur kahi
ab paas hamare kuch bhi nahi
chamkaya tha jisne kismat ko tuney woh sitara cheen liya
duniya ne teri duniya wale …

Songtekstvertaling

duniya ne teri duniya wale
sukh chain hamara cheen liya
pehale aan basaayi dil mein khushi
phir dil ka sahara chheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
kya kaam hamein ab jeene se marne ki duaayen kyon na karen
toofaan mein kashti aan phansi
maujon ne kinara cheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
aye gam ki ghata ja aur kahi
ab paas hamare kuch bhi nahi
chamkaya tha jisne kismat ko tuney woh sitara cheen liya
duniya ne teri duniya wale …