Alhajj Muhammad Owais Raza Qadri — Hum Ko Bulana Ya songtekst en vertaling
De pagina bevat de songtekst en de Nederlandse vertaling voor het nummer "Hum Ko Bulana Ya" van Alhajj Muhammad Owais Raza Qadri.
Songteksten
Owais Raza Qadri
Aaqa Ka Milad Aaya
Listen High Quality MP3 Naats of Album Aaqa Ka Milad Aaya by Naat Khawan Owais
Raza Qadri. To Download, Please click the Arrow Sign being displayed with each
Naat. Share Album Aaqa Ka Milad Aaya With your family and friends.
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah
hum ko bulana ya Rasool Allah
hum ko bulana ya Rasool Allah
hum ko bulana ya Habib Allah
kabhi to subz gumbad ka ujala hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
dharak uthay ga ye dil ya dharakna bhool jaye ga
dil-e-bismil ka us dar per tamasha hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
adab se haath baandhay un k rozay per kharay hongay
sunehri jaalion ka yun nazara hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
dar-e-dolat se lotaya nahi jata koi khali
wahan khairat ka butna Khudaya hum bhi daikhein ge

barasti gumbad-e-khazra se takrati hui boondain
wahan per shaan se barish barasna hum bhi daikhein ge

guzaaray raat din apnay isee umeed per hum ne
kisi din to jamal-e-roo-e-zeba hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
pohanch jayengay jis din aye ujagar un k qadmon mein
kisay kehte hain jannat ka nazara hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
Songtekstvertaling
Owais Raza Qadri
Aaqa Ka Milad Aaya
Listen High Quality MP3 Naat ' s of Album Aaqa Ka Milad Aaya by Naat Khawan Owais
Raza Qadri. Om te downloaden, klik op het Pijlteken dat wordt weergegeven met elk
Naat. Deel het album Aaqa Ka Milad Aaya met je familie en vrienden.
Hum Ko Bulana Ya Rasool Allah
hum ko bulana ya Rasool Allah
hum ko bulana ya Rasool Allah
hum ko bulana ya Habib Allah
kabhi naar subz gumbad ka ujala hum Bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
dharak uthay ga ye dil ya dharakna bhool jaye ga
dil-e-bismil ka us dar per tamasha hum Bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
adab se hath baandhay un k rozay per kharay hongay
sunehri jaalion ka yun nazara hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
dar-e-dolat se lotaya nahi jata koi khali
wahan khairat ka butna Khudaya hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
barasti gumbad-e-khazra se takrati hui boondain
wahan per shaan se barish barasna hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
guzaaray raat din apnay isee umeed per hum ne
kisi din aan jamal-e-roo-e-zeba hum bhi daikhein ge
hamein bulwayengay aaqa madinah hum bhi daikhein ge
hum ko bulana ya Rasool Allah
pohanch jayengay jis din aye ujagar un k qadmon mein
kisay kehte hain jannat ka nazara hum Bhi daikhein ge